Monday, June 18, 2007

Love Song From Dilwale Dulhania Le Jayenge ...

Film :- Dilwale Dulhaniya Le Jayenge

Cast :- Shah Rukh Khan, Kajol

Singer :- Kumar Sanu, Lata Mangeshkar

Music :- Jatin, Lalit

Lyricist :- Anand Bakhshi

SONG :--
Tujhe dekhaa to ye jaanaa sanam
Pyaar hotaa hai diivaanaa sanam
Ab yahaan se kahaan jaaen hum
Terii baahon main mar jaaen hum

Aankhe meri, sapane tere
Dil mera, yaadein teri
Mera hai kya, sab kuchh tera
Jaan terii, saa.Nse.n terii
Meri Aankho main aasu tere aa gae
Muskuraane lage saare Gum

Ye dil kahin, lagataa nahi
Kyaa kahun, main kyaa karu
Haan, tuu saamane, baithii rahe
Main tujhe dekhaa karu
Tu ne aavaaz dii dekh main aa gai
Pyaar se hai badi kyaa kasam

Tujhe dekhaa to ye jaanaa sanam
Pyaar hotaa hai diivaanaa sanam
Ab yahaan se kahaan jaaen hum
terii baahon main mar jaaen hum

No comments: